Method First
1. Apko jarurat hai Pen drive ya USb storage ki jiski minimum size minimum 2 gb hai .
2. Computer se Pen drive ko connect karo .
3. Pen drive ke sare file ab delete karde .
4. “My computer” ke icon pe right click kare .
5. “Properties” pe right click kare.
6. Ab “advanced tab” pe click kare
7. “Performance” ke niche “setting” ka option hoga waha click kare.
8. Ab ‘advanced tab” pe click kare.
9. “Virtual memory” ke niche me “change” button pe click kare .
10. Ab USB drive/Pen drive ko select kare.
11. Ab custom size radio button pe click kare.
12. Value put kare , “Intial value =1020” , “Maximum Size =1020” (Size apke pen drive ke space pe depend karta hai aap isye change bhi kar sakte hai )
13. “Set” button pe click kare
14. “Ok” button pe click kare
15. Apne Laptop or computer ko restart kare
Method Second
1. Pendrive ko computer me Insert kare
2. Pen drive ko format karde
3. Pendrive pe right click kare
4. “Properties” pe click kare
5. “Ready boost” tab pe click kare
6. Ab “use this pendrive” pe click kare
7. Apko jitna space use karna hai RAM ke liye utna size select karle .
8. “Apply” pe click kare.
No comments:
Post a Comment