Bitlock Encryption ek manual method hai jo windows ki help se USB drive ko protect karta hai. Jab aap pendrive me PC lagayengetoh apko bitlock password enter karna hoga.
1. USB ko computer me lagaye
2. USB drive pe right click kare.
3. Turn on BITLOCKER select kare
4. Use a Password to unlock the drive box ke samne tick kare.
5. Password Enter karne ke baad next button pe click kare.
6. Ab ek windows khulega jisme apko RECOVERY PASSWORD set karna hai. kyunki jab aap paswird bhul jayenge toh ye forgot password karne time apki help karega new password karne ke liye.
7. NEXT button pe click kare, Phir drive encryption start ho jayega.
8. Encryption complete hone ke baad close button pe click kare.
Congrats apke USB drive me password lag chuka hai. Ab apka USB drive or Pen drive bilkul safe hai. Apko ye post kaise laga comment karke bataye.